Introduction
Intraday Trading Kya Hai aur yah hota kya hai aur ise kaise karte hain iske bare mein Ham is blog mein pura detail se baat karenge aur aapko samajh a jaaye Aisa Main ek Chhota Sa discription batata hun ki market subah 9:15 per open hota hai aur 3:20 per close ho jata hai aise mein agar ham ISI bich mein Koi bhi position bye karke sel kar dete Hain use intraday trading kahate Hain iske bare mein kuchh details jante Hai
Integrated trading kaise kam karta hai
Intraday Trading Kya Hai same day par matlab ek Hi din mein Kiya Gaya trade intraday trading kahlata hai iske mutabik market subah 9:15 se open hokar 3:30 Tak band hota hai is bich mein agar Ham koi bhi prediction karte Hain ki market upar jaega ya down jaega aur uske anusar trade lete hain aur usi date mein exit karte hain yah internet trading kahlata hai ismein chahe aapko profit hota ho ya loss hota ho yah total usi De per complete hota Hai ya trading ko bahut adhik log karte Hain kyunki ek chhote time frame ke anusar aap ek train lete ho koi bhi momentum milta hai aur aapka profit hota Hai aur aap sel kar dete Ho yahi pura total intertaining kahlata hai
Kya ₹500 se intraday trading ki Ja sakti hai
Agar aap abhi tak Intraday hai samajh chuke hain to han ₹500 se intraday trading ki Ja sakti hai lekin win hone ka chance lagbhag 99% nahin hi hoga kyunki Van trade mein brokerage ka charge hi kam se kam 50 to 60 rupees hota Hai agar Ham Mane ki aapka direction sahi hai aur aap trade kar rahe ho aur aap 40 se 50 rupaye ka profit Kama lete hain ek 10 percent ke anusar se samajhte Hain chijon ko to brokerage ke charge mein Hi aapka profit aur aapke panel mein se Paisa loss ke liye Chala jaega
Intraday mein Kitna profit ho sakta hai
Intraday Trading Kya Hai isme mein profit Kitna bhi ho sakta hai lekin agar aap ek professional hai aur trade ko samajhte Hain to sabse achcha aur Sahi option yahi rahega ki aap apne total paise Jo aapane lagaye Hain uske onley 5 percentage hi apna profit nikale isase jyada ka lalach Karna aapko loss ke taraf Le jata hai agar aap internet trading karte Hain to ek chij ka Dhyan rakhen ki kabhi bhi lambe samay ke liye trade ko hold na Karen isase aapka loss hona lagbhag 100% Tay hota Hai
Best intraday trading indicators
1 Ema – 21 and 50 Ema ma ka yah setting itna important hai ki aapko market ka direction pata chalta Hai ki market aaj kis taraf jaane wali hai
2 rsi – 14 smooth sma 14 yah donon line ko different color mein karke aap crossover per rate Le sakte hain
3 Supertrend – super Trend indicator ke liye aapko do super trend indicator Lena hoga jinka setting ek 9 aur dusra 21 Karen ismein aapko trade lete behtar Banega
Intraday trading ke fayde aur nuksan
Intraday trading mein aapko high risk hota Hai Lekin profit theek ho jata hai jitna jaldi se jaldi aap profit karna chahein intraday trading mein yah possible hai lekin risk ismein high hota hai kyunki jis prakar se profit ho sakta hai usi prakar se aapko loss bhi ho sakta hai agar aap Sahi direction per Na Rahe to
Intraday trading kiske liye sahi hai
Intraday trading kya hai abhi tak aap samajh chuke honge to aaiae jante Hain ki intraday trading kiske liye Sahi agar aap per Day kam se kam teen ghante ka samay intraday trading ke liye nikaalte hain ya option trading ke liye nikaalte hain to aapke liye hi interesting banaa hua Hai agar aap pahle paper trading kar chuke hain aur aapko internet trading paper trading mein profit hi najar aaya hua Hai to aapke liye internet Sahi option hai
Intraday trading tips
Intraday trading kya hai agar aap abhi tak samajh gaye hain to kuchh khas tips meri taraf se aapke liye ki kabhi bhi option trading mein Bina knowledge ya Bina practis kiye na Karen option trading aapko sirf prapt karne ke liye banaya Gaya Hai jise aap Bina sikhe ya Bina practis kiye aapka 99.9% aapka loss hone ka chance rahata hai kyunki option trading mein aap Sahi prediction time ke anusar se nahin kar sakte Jahan se aapko lagta hai ki market upar jaega market vahin se hi niche girta hai agar aap apne prediction ke anusar se Sahi hote Hain aur vah bhi kam se kam 30 bar tabhi aap option trading mein internet Karen
Thank you so much visit again
home click – https://marketsootra.com/