Introduction
Nifty 50 top 3 new strategy ka option trading Main kaise use kar sakte hain isko sikhana apne aap mein ek achcha profit kamane ke liye Sahi rasta chunne jaisa Hai kya abhi tak aapko option trading mein profit ho rahe hain kya aap bhi dusron ki tarah Bade Lash mein ja rahe hain to aaiae yah sabhi chijon ka solution karte hain aur acche se sikhate Hain ki yah teen strategy kis prakar se kam karte hain aur ham ise trading mein kaise use karke achcha profit Kama sakte hain ismein aapko kuchh chijon ko follow karna bahut jaruri hai kyunki discipline nahin Hai hamen trade karna sikhata hai agar Ham discipline hi follow na karen to trade hamara Sahi kaise hoga agar aapko aap sab chatting mein bada loss ho ja raha hai to kuchh chijon ka follow karna bahut hi jaruri hai jaise ki risk management aur discipline yah donon chijen agar sahi hisab se follow na ki jaaye to trading mein aapka loss hona lagbhag Tay hi hota hai to aaiae sikhate Hain ki yah teen 2025 ki sabse best strategy kaise ho sakte hain
Nifty 50 top 3 new strategy 2025 ka pahla strategy:-
1.Previous three candle and pivot point indicator-
Mujhe pata hai aap logon Ko yahin se samajh a Gaya hoga ki yah indicator aur yah strategy kuchh khas aur new Hai kyunki ise Maine lagbhag 3 mahine back test Kiya hua Hai ki study ko kis prakar se Ham use kar sakte hain khas banane ke liye agar aap sach mein 2025 mein yah nahin jante to aapka loss ka work bhi nahin Ho payega to jante Hain ki yah kaise use karna hai- sabse pahle 5 minut ke time frame per chart ko open Karen nifty fifty mein previous de ke last 3 candle ko mark Karen aur use identify Karen is prakar Se ki vah cal resistance ho sakta hai ya support Ban sakta hai market agar dusre din pichhle closing candle ke upar open hote hain to yah support ki tarah kam Karega aur Market previous De Ke low ki taraf open Hoti Hai to previous Day resistance ki tarah kam Karega ismein indicator ko kis prakar se use kar sakte hain ismein next De jab market open ho uske 15 minut Tak koi bhi trade na Karen check Karen ki hamen resistance ban raha ki support ban raha market yahan jakar ek bar revers hota jarur hai agar previous De candle ke pass hi vote line bhi ho to vahan se opposite side trade lena hai Sabse best strategy hogi is strategy ko all details se jaane ke liye comment Karen
2.Ema 9 and 21 and RSI indicator-
Is strategy ka use karke aap ek Sahi Disha nirdharit kar sakte hain agar aap samajh Pa Rahe honge to dekhiae aap ine teenon indicator ko ek Sath lagana hoga teenon indicator ki setting aapke Samne hai ISI ki setting 14 mein rakhe hain aur detail se use karna sikhen ki rs I dont ki side mein banaa hua Hai aur 921 ko cross Karen upar ki or yah strategy lagbhag 2 mahine se back test ki gai hai jismein Sabse acchi baat yah Rahi ki 10 mein se aath bar yah status hai agar kisi din ek bar bhi yah strategy kam na Karen use din pura market sideways hone ka chance banaa hota Hai to aapko market mein yah bhi pata chal jaega ki agar yah strategy Aaj Kam nahin kar rahe hain to hamen Aaj trade nahin karna chahie kyunki market sideways ho sakta hai agar 50 ke upar hai aur 21 cross karke 9:00 m a upar ja raha hai yah confirmation lagbhag 95% aapko Sahi rate Lene mein madad karte Hain agar is strategy ke bare mein aur jyada Janna hai to please comment Karen
3.MACD + RSI + Supertrend Confluence Strategy-
Setting – 1. MACD RSI Supertrend
- Fast EMA: 12 Period: 14 Multiplier: 3
- Slow EMA: 26 Overbought: 70 ATR Period: 10
- Signal Line: 9 Oversold: 30
Best for 5-min, 15-min intraday charts
आप इसे swing trading के लिए 1H या 1D पर भी आजमा सकते हैं।