rsi strategy

The Best RSI indicator trading strategy 2025

Rsi chart

RSI indicator strategy ke anusar Ham time frame 15 minut choice karne Wale Hain agar aapko RSI indicator lagane nahin aata to hamen comment kar sakte hain Ham aapko details se bataenge filhal aage badhate hain ki 15 minut ka time frame sabse pahle aapko open karna hai jismein RSI indicator best strategy 2025 ka most important part or pura details aapko samajh aaega

RSI indicator setting

RSI indicator mein setting ke andar aapko teen option milenge sabse pahla input style aur visibility hamen input ke andar jana hai RSI ka lamp 14 mat rakhna hai aur source ko close karke hi rakhna hai dusra ek Anya se calculate diversion ka option aapko dikhai dega theek hai calculate diversion ke anusar se aapko kuchh aur bhi details milane Wale Hain use on karke rakhiye dusra niche ek smoothing karke option hoga jismein type length aur biwi STD karke option aapko milane wala hai type mein set kariye aur length mein 14 set kariye baby Main to setting karna hai agar aap itna kar chuke hain to aap RSI ki setting complete kar chuke hain aage style ke option mein Aakar r s i ko dusre color mein change kar dijiye mein ko dusre color mein change kar dijiye yah aapke upar hai pura ki aap kaun se color mein karna chahte ho

RSI best strategy kya hai

Ab aapke pass chart mein trading view ya koi bhi brokerage chart mein aapko dikhai de raha hai ki RSI indicator lag chuka hai jismein do line milenge aapane jo bhi color Kiya hoga use line ko ab milenge theek hai uske bad ek red color ka line aapko ISI indicator per dekhne ko milega agar aapane Sahi tarike se isko follow Kiya Hai to to is condition per Jo upar line banaa hua Hai red color ka vahan indicator aapko indicate karta hai ki is jagah per jakar market bear ho sakta hai and Jo niche RSI do line Bane hue hain jinki setting hai ek 30 aur dusra cement unke bich mein aapko do line milenge jo ki hai jisko aapane abhi setting Kiya use line ke anusar se 15 minut ka candle jab bhi smooth candle heart candle ko niche ki or break Karen tab aapko ek Chhota scalp ke liye is strategy ki accuracy se lagbhag 80 to 90 percent hai

Back test kitne din ka hua hai

Cool total back test ka date lagbhag 3 months ka date hai ise aap option trading ya FIR stock trading donon mein upyog kar sakte hain agar aapko ismein Kisi bhi prakar se kuchh samajh na a raha ho to kripya comment Karen jisse Main aur bhi aage aapki behtar help kar paaun

Next strategy kya hai

Mere next block mein Main RSI ke sath mein volume ka bhi use karna sikhane wala hun to kripya hamare website mein Bane Rahe aur apne friends ko bhi share Karen jisse dusron ka loss kam ho

Thank you so much for coming my site

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *